Search This Blog

PostHeaderIcon Ishq ke bazaar mein



Ishq ke bazaar mein Ruswai bahot hai,
Pyar ke naseeb mein Judaai bahot hai,
Is tarah baar baar galle na laga karo,
Rah-e-Mohabatt mein tanhayi bahot hai
*******
Woh Yaad hi kya ho tumhari na ho,
wo baat hi kya ho, tumhari na ho,
woh dil hi kya jisme dhadkan na ho,
woh zindagi hi kya jis mein tum na ho
*******
Aagar talaash karoge o koi aur miljayega..
Par humse jeeyaada tum ko kaun chahega..
Vo tum ko pyar se jarur dekhega..
Par vo nazar hummari jaisi kaha se layega…….
*******
Agar hum na hote to aap ko gazal kaunkehta
Aap ke chehre ko kamal kaun kehta
A to karishma hai mohabbat ka
Warna phatar ko tajmahal kaun kehta…….
*******
दीपक
श्रीवास्तव

0 comments: